Aur Pyaar Karna Hai | Guru Randhawa Neha K | Sachet-Parampara| Sayeed Q | Arvindr K | Bhushan Kumar
Aur Pyaar Karna Hai Hindi Lyrics – Guru Randhawa, Neha Kakkar

Aur Pyaar Karna Hai | Guru Randhawa Neha K | Sachet-Parampara| Sayeed Q | Arvindr K | Bhushan Kumar
Aur Pyaar Karna Hai lyrics in Hindi, sung by Guru Randhawa, Neha Kakkar. The Song is written by Sayeed Quadri and music composed By Sachet Parampara.
Song: Aur Pyaar Karna Hai
Singer: Guru Randhawa, Neha Kakkar
Lyrics: Sayeed Quadri
Music: Sachet Parampara
Starring: Guru Randhawa, Neha Kakkar
Label: T-Series
![]() |
| Aur Pyaar Karna Hai | Guru Randhawa Neha K | Sachet-Parampara| Sayeed Q | Arvindr K | Bhushan Kumar |
Aur Pyaar Karna Hai Lyrics in Hindi
अभी तुम्हें और हूमें
और प्यार करना है
अभी तुम्हें और हूमें
बेशुमार करना है
जब तलाक़ जहाँ से बिछड़ना है
अभी तुम्हें और हूमें
और प्यार करना है
अभी तुम्हें और हूमें
बेशुमार करना है
अभी हूमें मुद्ड़ातों
दिलों की बात करनी है
अभी बहुत सी बारिशें
साथ गुजारनी है
हो कभी भी कोई ाश्क़ जो तेरी
आँख भीगना चाहेगा
तुझसे पहले इन आँखों में
आके वो रुक जाएगा
आके वो रुक जाएगा
अभी तुम्हें और हूमें
यह इकरार करना है
अभी तुम्हें और हूमें
और प्यार करना है
काई ख्वाहिशों को पूरा करना है
काई धूप च्चाओं से गुज़रना है
ख़ुशगवार ख्वाबों को
इन हँसी पलकों में उतरना है
हम तेरे ही संग चलेंगे हर कदम
जब तलाक़ की साँसों का चलना है
अभी तुम्हें और हूमें
और प्यार करना है
अभी तुम्हें और हूमें
और प्यार करना है
![]() |
| Aur Pyaar Karna Hai | Guru Randhawa Neha K | Sachet-Parampara| Sayeed Q | Arvindr K | Bhushan Kumar |
Aur Pyaar Karna Hai Lyrics in English
Abhi Tumhein Aur Humein
Aur Pyaar Karna Hai
Abhi Tumhein Aur Humein
Beshumar Karna Hai
Jab Talak Jahan Se Bichadna Hai
Abhi Tumhein Aur Humein
Aur Pyaar Karna Hai
Abhi Tumhein Aur Humein
Beshumar Karna Hai
Abhi Humein Muddaton
Dilon Ki Baat Karni Hai
Abhi Bahut Si Baarishein
Sath Gujarni Hai
Ho Kabhi Bhi Koyi Ashq Jo Teri
Aankh Bheegana Chahega
Tujhse Pehle In Aankhon Mein
Aake Woh Ruk Jayega
Aake Woh Ruk Jayega
Abhi Tumhein Aur Humein
Yeh Ikraar Karna Hai
Abhi Tumhein Aur Humein
Aur Pyaar Karna Hai
Kayi Khwahishon Ko Poora Karna Hai
Kayi Dhoop Chhaon Se Guzarna Hai
Khushgawar Khwabon Ko
In Hansi Palkon Mein Utarna Hai
Hum Tere Hi Sang Chalenge Har Kadam
Jab Talak Ki Saanson Ka Chalna Hai
Abhi Tumhein Aur Humein
Aur Pyaar Karna Hai
Abhi Tumhein Aur Humein
Aur Pyaar Karna Hai


Comments
Post a Comment